E-Mail: webmaster@jawed.co.in
All the content/s are collected from the search engines and/or free resources. Please read disclaimer before using/downloading any content/stuffs or whatsoover.
All Logo/s,Trade Mark/s,Stuff/s,Content/s,Material/s,Software/s are property of their respective owner
For any query please contact at webmaster@jawed.co.in
samajh aata nahi kaante phir bichhane ka sabab
marna ka tere gham me irada nahin
hain ishq magar itna zayada bhi nahin
ajeeb dastane dastoor hai duniya kai
******** *********
jahan har raaj chupana padta hai
dil mein hazaro zakm rehne par bhi
chehre se muskuranna padta hai
hum agar aapse mil nahi paatay
******** *********
asa nahin kay aap humein yaad nahin aate
mana ka jahaan kay sab rishtey nibahaye nahin jatey
par jo bas jatay hai dil mein wo bhulaye nahin jatay
log laut jate hain aansuon ko dekh kar jai lehren
gile kaagaz ki tarah hai zindagi apni,
koi jalaata bhi nahi aur koi bahaata bhi nahi,
is kadar akele ho gaye hai aapke jaane ke baad,
ke koi sataataa bhi nahi aur koi manaataa bhi nahi.
******** *********
guzre waqt ko bhula dena aasaan nahi,
gamon ko hasi me dabaa denaa aasaan nahi,
zaruri nahi ke puri ho jaaye har khwaahish,
par apani har khwaahish ko chhupaa lenaa aasaan nahi.
******** *********
royengi ye aankhein muskuraane ke baad,
aayegi raat din dhal jaane ke baad,
tum kabhi naa ruthnaa mujhse ae yaar,
shaayad ye zindagi hi na ruth jaaye,
tumhare ruth jaane ke baad,
Jisne humko chaha, use hum chah na sake,
Jisko chaha usae hum pa na sake,
Yeh samajh lo dil tutne ka khel hai,
Kisi ka toda aur apna bacha na sake,
Ek aur sher sunata hoon---
Manzilein bhi uski thi, raasta bhi uska tha;
Ek hum hi akele thei, kafilaa bhi uska tha;
saath chalne ki soch bhi uski thee, Fir raasta badalne ka faisla bhi uska tha;
aaj akele hain…dil sawaal karta hai…
Log to uske the, …kya khuda bhi uska tha????
muhobat ke bhi kuch andaj hote hai,
jagti nkho ke bhi kuch khwab hote hai,
jaruri nahi ke gam me hi ansu nikle,
muskurati ankho me bhi sailab hote hai.
Apne khwabo ki tabir ki khatir
Meri chhota sa sansar kyon ujar dala
Yad kar wo din ek isara par maine
Bhari mahfil main tujhe apni dulhan bana dala
Par thodi si gurbat ko dekh kar tum ne
Mujhe beijjat aur badnam kar dala
Maine hamesha tujhe pyar kiya hai
Par tune khun ke aansu rula dala
Tumhe rutha hua mahboob samjha tha main
Par tune mujh se bewafai kar dala.